Youtuber rajab butt ki wife Eman Rajab ne dono khandano ko aik sath baith kar mamlaat ko aamne saamne hal karne ki zaroorat par zor diya hai. Unhon ne kaha ke wo chahti hain ke haqeeqat sab ke samne aaye takay mis-understandings ko izzat aur insaf ke sath khatam kiya ja sake.