Social media par pakistani influncer Samiya Hijab ka aik bayan viral ho raha hai jis me unhon ne Allah ki khatir khud ko mukammal tor par badalne ka izhaar kiya hai. Khana Kaaba ke samne hijab me malboos unki is naye andaz ki tasveer par log rad-e-amal de rahe hain.