Vaneeza Sattar ne cricketer Shoaib Malik ke sath shadi ki afwahon ko Jhoot Karar Dia. Ek interview mein unhon ne bataya ke wo aaj tak Shoaib Malik se mili bhi nahi hain. Vaneeza ne kaha ke aisi jhooti khabrain kisi ki zati zindagi ko mutasir karti hain aur unhon ne kabhi apni mashhoori ke liye ye afwah nahi phelayi.