Pakistan ki mashhoor actress Mahira Khan ne Eik interview mein unhon ne bataya ke woh apna shadi ka jora apni bahu ko dena chahti hain. Mahira ne kaha ke unka jora Umar Saeed ne tayyar kiya tha, jo eik khaas Hyderabadi design hai, mohabbat aur jazbe se bana hua.