Maroof adakar aur host Yasir Hussain ne kaha hai ke agar log unhein un ki biwi Iqra Aziz ke naam se pehchante hain to unhein koi fark nahi parta. Unhon ne bataya ke unhein apne aap par poora confidence hai. Un ke is wazeh bayan ko fans kafi pasand kar rahe hain.