Lisbon ka mashhoor Gloria funicular derail ho gaya, jisme kam az kam 3 log halak aur kai zakhmi hua. Accident Liberty Avenue ke paas 6:15 pm ko hua, funicular high speed mein building se takra gaya. President aur mayor ne isay tragedy qarar diya. Firefighters aur medical staff ne site par rescue operations shuru kar diye.