Bollywod actors Veer Pahariya aur Tara Sutaria ne apne rishte ka raaz khol diya Veer ne kaha ke unki pehli date night, jahan unhone piano bajaya aur Tara Sutaria ne gaana gaya, unke rishte ko naya rang diya Tara ne bataya ke unka rishta waqt ke sath mazboot hua.