Hania Aamir ke nikkah ki afwahein phir se tezz ho gayi hain jab unhon ne aik fan ke sawal par jawab diya, “Jumme ki dopahar.” Is comment ke baad social media par confusion phail gayi. Fans yeh samajh nahi pa rahe ke yeh mazaq tha ya shadi ki taraf ishara.