Pakistani adakara Hira Mani ne khubsurti aur achi aadaton ke hawale se apna khayal share karte hue kaha hai ke kuch log sirf apni dilchasp aadaton ki wajah se hi nahi balkay apne saaf aur ache dilon ki wajah se bhi behad khubsurat hotay hain. Unka yeh pyara paigham social media par madahon ki tawajjo ka markaz bana hua hai.