YouTuber Rajab Butt ne aik podcast mein baat karte hue kaha ke woh chahte hain ke Kivan bhi apni maa se utna hi zyada pyar kare jitna woh khud apni maa se karte hain. Unka yeh pyara aur jazbati andaz fans ko bohot pasand aaya aur sabhi is baat par unki tareef kar rahe hain.