Hassan Ahmed ne apni bewi Sunita Marshall ki yad-dasht ke maslay par khul kar baat ki. Unhon ne bataya ke Sunita cheezein bhool jati hain aur aksar unhein lagta hai ke unhon ne bachon ki planning ke baare mein bata diya hai, jabke asal mein unhon ne nahi bataya hota. par ab Sunita ne is baat ko tasleem karna shuru kardiya hai.