India ke superstars Katrina Kaif (42) aur Vicky Kaushal (37) apna pehla bacha expect kar rahe hain! Reports ke mutabiq Katrina third trimester mein hain aur delivery October ke mid tak expected hai. Official announcement abhi nahi hui, lekin maternity shoot ki viral pics ne fans ko excited kar diya. Couple ne 2021 mein Rajasthan mein shaadi ki thi.