Actress Javeria Saud ne Saba Qamar ke Karachi wale bayan par kaha, “Karachi ganda nahi, logon ki soch gandi hai!” Saba ne eik interview mein “Astaghfirullah” keh kar Karachi move karne se inkaar kiya tha, jise logon ne city-bashing samjha. Javeria ne kaha, “Jo Karachi ko bura kehta hai, wo apne mulk ko bura kehta hai.”