Kangana Ranaut ne AR Rahman par sakht tanqeed ki hai. Unka kehna hai ke AR Rahman ne unki film Emergency ko propaganda keh kar milnay se bhi inkar kar diya. Kangana ne unhein sab se zyada prejudiced aur hateful shakhs kaha aur kaha ke nafrat ki wajah se woh sach nahi dekh pa rahe.