Kajol ne reveal kiya ke unhone kabhi acting karna nahi chaha sab maa Tanuja ke struggles dekh kar! Kehna hai unka, “Maa din raat kaam karti thi aur unhe jitna milna chahiye tha utna kabhi nahi mila.” Kajol boli, “Koi mujhe itna paisa nahi de sakta ke main woh sab karun!”