YouTuber Iqra Kanwal ne Pakistan Influencer Awards mein female YouTube Creator category harne par apna bayan jari kiya hai. Unhon ne kaha ke jeetne walon se zyada charchay haarne walon ke ho rahi hain aur log jis haar par taziyat kar rahe hain us se unhe koi farq nahi parhta.