Drama serial ‘Dar e Nijaat’ mein Amaan Gujjar ke kirdar ka look dekh kar social media viewers ko Sadr Asif Ali Zardari ke jawani ke dinon ki yaad aa gayi hai. Nazreen balo ke style aur chehre ke nakshe mein milne wali similarities par dilchasp tabsere kar rahe hain, jis ki memes khub viral ho rahi hain.