Indian adakara Rakhi Sawant ne Pakistani adakara Hania Aamir par hone wali tanqeed ke baad un ki himayat ki hai. Unhon ne kaha ke logon ki baat par dhyan diye bina aage barhna chahiye. Rakhi Sawant ke is bayan par social media par fans kafi charcha kar rahe hain.