Maroof adakara Veena Malik ne apne weight gain aur tanqeed par jawab dete hue kaha hai ke woh apni jismani tabdeeliyon se bakhabar hain. Veena ne logon se bar bar yaad na dilane ki appeal ki aur kaha ke jab woh khud ko tayar mehsoos karain gi tab hi weight loss par dhyan dein gi.