Islamabad Police ne ‘One Info App’ launch ki hai jo emergency mein instant police help aur suspicious activity report karne ka fastest tareeqa hai. DG Safe City Shakir Dawar ke mutabiq, green button se suspicious report aur red button se foran action hota hai. App Android/iOS par available hai. Karachi Traffic Police ne Independence Day parking plan bhi jari kar diya.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *