Nyla Rajah ne Instagram par shohar Imad Wasim ki cricket trophies saaf karte hue video share ki, jis par netizens ne unhein shadeed tanqeed ka nishana banaya. Logon ka kehna hai ke unhon ne aik biwi aur bachon ke baap ko chura kar doosre ki mehnat par qabza kiya hai.