Pakistani actress Iffat Omar ne Saba Qamar ke Karachi par diye gaye bayan ki himayat kar di! Unhon ne khul kar kaha: “Kaam ke liye jatay hain, ab nahi pasand to nahi pasand, bohot ganda hai shehar.” Is bayan ne social media par garam behas chhed di hai log shehar ki halat aur safai par khul kar apni raaye de rahe hain!