Faysal Quraishi aur Sana Faysal ki shadi se mutalliq herat angaiz inkishaaf samne aa gaya. Sana Faysal ne bataya ke Faysal ne unhein un ki pehli divorce se pehle hi pasand kar liya tha. Iddat khatam hote hi agle din dono ka Nikkah ho gaya tha. Aaj ye jori do bacho ke sath aik khush-haal zindagi guzar rahi hai.