Maryam Nafees ne apne marriage views share karte hue kaha ke husband hamesha acha nahi lagta, lekin ikhtilaf-e-raye mein respect zaroori hai. Unhone bataya ke unke ghar walon ne kabhi un par shadi ka pressure nahi dala, aur unhone 30 saal ki umar mein tabhi shadi ki jab unhe sahi partner mila.