Hira Mani ki humshakal, UK-based influencer Dr. Aqdas Tariq ne clear kar diya ke unka acting mein aane ka koi plan nahi! Unhone kaha ke logon ka kehna sahi hai, unki shakal, awaaz aur andaaz Hira Mani se milta hai, lekin wo sirf social media par parenting aur mental health par kaam kar rahi hain, acting unka maqsad nahi.