Adakara aur model Kiran Ashfaque Hussein Dar ne hijab pehnna shuru kar diya hai aur ise apni zindagi ka ahem maqsad qarar diya hai. Unhon ne wazahat ki ke ex-shohar Imran Ashraf ne unhein kabhi hijab ka nahi kaha tha. Kiran ne is nae safar par apna sath dene walon ka shukriya ada kiya.