Maroof Pakistani YouTuber Maaz Safdar ne apne YouTube channel par 5 million subscribers ka bara milestone mukammal kar liya hai. Yeh shandar kamyabi unki musalsal mehnat, consistency aur chahnay walon ki bepanah support ka behtareen nateeja hai. Social media par unke chahnay walon ki janib se mubarakbaad di ja rahi hai.