Pakistani famous actress Aiman Khan ne Muharram ke sabaq se mutasir hokar aik ahem paigham share kiya hai, unhon ne haq par qaim rehne aur Allah par bharosa karne ki ahmiyat par zor diya. Unka kehna hai ke Muharram hamein hoslay, sabar aur sachai ka dars deta hai. Jisko fans appreciate kar rahe hein.