Gohar Rasheed ne apne qareebi dost aur superstar Bilal Abbas Khan ko un ki salgirah par mubarakbaad di hai. Haal hi mein Hajj ki saadat hasil karne par Gohar ne Bilal Abbas ko mohabbat se ‘Haaji Sahab’ keh kar pukaara aur un ke liye nek tamannao ka izhaar kiya.