Sunita Ahuja ne kaha ke unke husband ne shadi mein bohat ghaltiyan ki hain aur unko maaf karna unka farz hai. Sunita ne hints diye ke Govinda ki alleged affairs bhi hue. Unka kehna hai ke hero ki biwi ban’ne ke liye insaan ka dil pathar jaisa hona chahiye, aur wo apne pyaar ke liye qurbani dene ko tayyar hain.