Iqrar ul Hassan ke bete Pehlaaj Hassan ne Golden Man ban kar sadkon par aik social experiment kiya hai. Unhon ne aik ghante tak sadak par reh kar logon ka rawaiya dekha, jahan unhein nazar andaz kiya gaya aur logon ne unhein tanqeed ka nishana banaya. Is video par sarfeen ki taraf se mukhtalif rad-e-amal samne aa raha hai.