Actress aur host Fiza Ali ne Ayesha Omar ke dating show “Lazawal Ishq” ke bold format par sakht tanqeed ki! Unhone kaha ke show “fahashi aur dating culture” ko promote kar raha hai, jo hamari society ki values ke khilaaf hai. Show YouTube par Turkey ke eik villa mein shoot hua, jahan 4 ladke aur 4 ladkiyan “apna pyar” dhoondh rahe hain.