FIA ne Gujrat aur Gujranwala mein action karte hua 4 mulzim giraftar kiye jo human smuggling aur visa fraud mein mulawis tha. Sabir Hussain, Shamshad Ali, Talha aur Muneer Ahmed logon se paisay le kar farar ho gaye tha. FIA ne eik aur mulzim Sajjad Ahmed ko bhi pakra jo Turkish Embassy mein fake bank statement ke sath visa apply kar raha tha.