Iqrar-ul-Hassan ne Fazila Qazi ki janib se unki teen shadiyon aur siyasi career par kiye gaye tabsaray par jawab diya hai. Unhon ne kaha ke Fazila Qazi unki bari bahen jesi hain aur unki baaton par hairat hui. Unhon ne afsos jataya ke log ab sirf views ke chakkar me doosron ke khandan par hamla karte hain.