Kashmiri actress Farhana Bhatt, jo Bigg Boss 19 ki runner-up rahi, ne show mein villain banaye jaane par apni rai ka izhar kiya. Farhana ne kaha ke unka maqsad kabhi logon ko khush karna nahi tha, aur jab unko villain banaya gaya to bhi unhon ne apni game apne tareeqe se khelti rahi. Show ke baad unhon ne apni baat clear ki.