Singer Adnan Sami ne kaha ke “Fankar hamesha apne mulk ka hota hai, woh siyasi nahi ho sakta.” Film Sardaar Ji 3 controversy ke baad unhon ne clarify kiya ke fun siyasat se alag hai aur sarhadein cross karta hai. 2016 mein Indian citizen banne wale Adnan Sami ne kaha ke fankar ko kisi political nazariye se majboor nahi kiya ja sakta.