Actor Emmad Irfani ne Jalan aur Kabhi Main Kabhi Tum ki kamyabi ka muqabla karte hue kaha ke asli public love unhein Kabhi Main Kabhi Tum ke baad mila. Unka kehna tha ke Jalan hit hone ke bawajood audience se woh acceptance hasil nahi kar saki jo Kabhi Main Kabhi Tum ko mili.