Maroof actor Hamza Ali Abbasi ne khawateen ki dusri shadi par ahem baat ki hai. Unhon ne kaha ke jo divorced ya widowed aurtein dobara shadi karne ki khwahish rakhti hain, humein unhein buri nazar se nahi dekhna chahiye. Unka yeh bayan social media par kafi saraaha ja raha hai