Momina Duraid Production ke superhit drama ‘Hurmat’ par viewers ne Hania Aamir ke mashhoor drama ‘Dil Ruba’ se muwazna karna shuru kar diya hai. Fans ka kehna hai ke Dananeer Mobeen ka kirdar Hurmat bilkul ‘Dil Ruba’ ki Sanam ki tarah larke fasane aur dhoka dene wala updated version hai.