Adakara Fatima Effendi ne postpartum depression ke doran apni roohani tabdeeli aur hijab ikhtiyar karne par baat ki hai. Fatima ne bataya ke is mushkil waqt ne unhein Allah SWT ke qarib kiya, jabke unke shohar Kanwar Arsalan ne unka pura sath diya, jise fans behad pasand kar rahe hain.