Mashhoor YouTuber Rajab Butt ne bataya hai ke paisa har cheez nahi hota. Unhon ne inkishaaf kiya ke aaj unke paas doulat to hai magar bachpan jaisa sukoon nahi. Rajab ne apne mushkil waqt ko yaad karte hue kaha ke woh aaj apni kamyabi par Allah ke shukarguzar hain.