Legend actress Bushra Ansari ne mashwara diya ke aaj ke dor me mehnga gold khareedne ki zarurat nahi. Unka kehna hai ke paisa bachon ki education par lagana sabse behtareen nivesh hai. Agar extra paisa ho to unke liye car le dein, taake wo apna kaam khud karein aur apne future ko behtar bana saken.