Bushra Ansari ne un ladkiyon ko mashwara diya jo talaq yafta mard se shadi karne ka soch rahi hain. Unhone kaha ke pehle ye jaan na zaroori hai ke mard ki pehli shadi kyun toot gayi thi aur pehle rishte mein kya masail the. Bushra ne emphasize kiya ke pehle investigation karna behtar hai, taake baad mein pachtawa na ho.