Maroof adakar Imran Ashraf ne social media par adakara Iqra Aziz ki tareef karte hue aik post share ki hai. Unhon ne Iqra ko “Iqra Aziz Bholla aur Noori” keh kar pukara hai, jis par fans ki janib se khob pasandidgi ka izhar kiya ja raha hai aur yeh tasweer viral hai.