Nabiha Ali Khan ne betiyon ke walidain ko mashwara diya. Unhon ne kaha ke beti ki paidaish ke sath hi walidain ko uske liye paise jama kar ke aik alag ghar khareedna chahiye taake uske paas hamesha apna aik thikana mojood ho. Unke mutabiq, shadi ke baad larki ka apna koi ghar nahi hota.