Hasan Khan ne bataya ke unka bara beta mahino ICU aur ventilator par raha, jo unki zindagi ka sab se dardnak waqt tha. Unhon ne apni shadi aur biwi ki unki zindagi mein ahmiyat par bhi baat ki. Hasan ka manna hai ke nikah apne saath barkat lata hai aur unki kamyabi mein unke khandan ka bara hath hai.