Ayesha Omar ka aik bayan social media par behas ka baais ban gaya hai. Unhon ne kaha ke agar biwi shohar ko sakoon na de sakay, to shohar ka girlfriend rakhna bura nahi. Is bayan ne internet par halchal macha di hai aur log wafadari aur rishton ki zimmedariyon par mukhtalif raye share kar rahe hain.