Pakistan Mein Loug Eik Dosre Se Hasad Karte Hain, India Mein Aesa Nahi Hota: Ali Zafar

Ali Zafar ne apne interview mein kaha ke jab unhon ne Bharat mein kaam kiya, to dekha ke wahan log doosron ki kamyabi se khush hotay hain, lekin Pakistan mein log aksar eik doosre se jalan mehsoos karte hain. Unka kehna tha ke hamare yahan khushi kam aur hasad zyada hai, log doosron ki success bardasht nahi karte.
Donald Trump Mere Asal Waalid Hain Rakhi Sawant Ka Herat Angaiz Daawa Viral

Bollywood ki mashhoor dancer Rakhi Sawant ne eik naya hairan kun daawa kar diya hai unka kehna hai ke “Donald Trump mere asal walid hain.” Rakhi ne bataya ke unki marhoom walida ne inteqal se pehle eik khat chhoda tha jisme likha tha ke unke walid asal mein former US President Donald Trump hain.
KGF Star Harish Rai Ka Intiqal, Lambi Bimari Ke Baad, Zindagi Ki Bazi Har Gaye

South Indian Kannada film industry ke mashhoor actor Harish Rai, jo KGF series mein apni zabardast acting ke liye jane jate the, cancer se lambi jang ladne ke baad aaj intiqal kar gaye. Unki umar 55 saal thi. Harish Rai ne Tamil aur Telugu films mein bhi kaam kiya aur apni shandar performance se shohrat hasil ki.
Durefishan Saleem Ka Aaj Ke Mardon Aur Shadi Ki Asal Qeemat Par Comment

Durefishan Saleem ne apne taaza interview mein shadi aur mard ki zimmedariyon par khul kar baat ki. Actress ne kaha ke purane daur ke mard rishton ko nibha lete the, lekin aaj kal ke mard sirf dikhawa karte hain. Unka kehna tha ke mehngai aur self-centered soch ne shadi ki asal ahmiyat ko khatam kar diya hai.
Aakhir Kyu Aima Baig Ne Instagram Deactivate Kiya, Fans Mein Charcha Barh Gayi

Mashhoor Pakistani singer Aima Baig ne apna Instagram account deactivate kar diya hai, jiske baad fans ne social media par kai sawalat uthaye hain. Aima ke account par “User not found” likha aa raha hai, jis se loug andaza laga rahe hain ke ya to unhon ne break liya hai ya koi personal wajah hai.
Dhoop Ki Deewar Ka YouTube Debut Pakistani Fans Ke Liye khushi Ki Lehar!

Superhit series “Dhoop Ki Deewar” ne aakhirkar YouTube par debut kar liya! Pakistani fans ke liye khushi ka mauqa, kyunke ab Zindagi’s YouTube channel par ye star-studded drama stream ho raha hai. Umera Ahmed ki likhi aur Haseeb Hassan ki direct ki gayi ye kahani dobara logon ke dil jeet rahi hai!
Kia Asim Azhar Softly Launch Kar Rahe Hain Hania Aamir? Song Lyrics, Sunflower, Sab Kuch Hai Hania Se Mutalliq

Asim Azhar ki latest posts ne social media par toofan macha diya! Fans ne notice kia sunflower emoji jo unke last vlog ka callback tha aur lyrics “Hania Janiya” ne sabko curious kar dia. Log keh rahe hain, ye kya Hania Aamir ka soft launch hai? Confirmation nahi, magar clues to bohot strong hain!
Award Show Mein 8 Hazaar Logon Ko Dekh Kar Ghabra Gayi Thi: Ramsha Khan

Pakistani actress Ramsha Khan ne inkishaaf kiya hai ke woh introvert hain aur stage par perform karte hue anxiety mehsoos karti hain. Eik interview mein unhone bataya ke award show mein 8 hazaar logon ko dekh kar woh ghabra gayi thin haath pair kanpne lage. Ramsha ne kaha, “Yeh ehsas acha nahi, samajh nahi aata kaise control karun.”
Farhana Bhatt Ke Khandan Ko Dehshat Gard Kehne Par Amal Mallik Ki Khaala Ko 1 Crore Harjane Ka Notice

Bigg Boss 19 ki contestant Farhana Bhatt ke khandan ne Amal Mallik ki khaala Roshan Girri Bhinder ko “dehshat gard” kehne par 1 crore rupay harjane ka legal notice bhej dia! indian media ke mutabiq, Roshan ke eik interview ne naya tanaza khara kar dia. Farhana ke family ne kaha “Izzat aur waqar se legal rasta ikhtiyar kiya hai.”
Mehmood Akhtar ‘Western Agenda Pakistani Dramas Ko Tabah Kar Raha Hai’

Senior actor Mehmood Akhtar ne talk show Gup Shab mein khul kar kaha ke Pakistani dramas par Western agenda ka asar barhta ja raha hai! Unhone daawa kiya ke “West funded scripts” ban rahi hain jo hamari society aur culture ko tabah kar rahi hain. Mehmood Akhtar ne kaha “Drama makers khush hain, magar nateeje khatarnaak hain.