Skip to content
Saved
Home

Author: Muntaha

‘I Love Bilal Abbas’: Apne Critic Ko Danyal Zafar Ka Witty Aur Dilchasp Jawab Social Media Par Viral

Singer Aur Actor Danyal Zafar Ne Apne Aik Critic Ko Nihayat Dilchasp Aur Witty Jawab Diya Hai. Aik User Ka Comment “I Dont Like Danyal Zafar” Par Unhon Ne Jawab Diya Ke “But Y Dear I Love Bilal Abbas”, Jis Par Fans Unke Confidence Ki Tareef Kar Rahay Hain.

“In Jahilon Ko Hamari Awam Follow Karti Hai”: Rajab Butt Aur Family Vloggers Par Hina Parvez Butt Ki Sakht Tanqeed

Politician Hina Parvez Butt Ne Pakistani influencer Rajab Butt Aur Deegar Family Vloggers Par Sakht Tanqeed Karte Hue Unhein ‘Jahil’ Qarar Diya Hai. Unhon Ne Parents Ko Mashwara Diya Ke Wo Apne Bachon Ko Aise Influencers Se Door Rakhein Kyun Ke Ye Bachon Ki Tarbiyat Kharab Kar Rahay Hain.

‘Kylie Jenner Ki Food Story Apne Naam Se Share Ki’: Actress Minal Khan Ka Purana Embarrassing Moment Social Media Par Dobara Viral

Pakistani ki famous and talented Adakara Minal Khan Ki Aik Purani Instagram Story Dobara Charcha mein agayi hai. Unhon Ne Kylie Jenner Ki Food Story Copy Karke Apni Bta Kar Share Ki Thi. Social Media Par Is Comparison Ne Aik Baar Phir Fans Ka Dhyan Apni Taraf Kheencha Hai.

“Shoaib Malik Ki Bete Izhaan Ke Saath Dubai Mein Football Khelne Ki Video Viral”: Fans Ki Janib Se Sania Mirza Ki Parwarish Ki Tareef Aur Dilchasp Rad-E-Amal

Sabiq Cricketer Shoaib Malik Ne Apne Bete Izhaan Mirza Malik Ke Hamrah Dubai Se Aik Dilchasp Video Share Ki Hai, Jis Me Dono Football Khel Rahay Hain. Is Video Par Social Media Users Mukhtalif Tabsere Kar Rahay Hain, Jahan Kuch Log Sania Mirza Ki Parwarish Ko Sarah Rahay Hain

“Pakistani Humour Insulting Aur Derogatory Hai”: Pakistani Humour Aur Khane Par Bollywood Actor Arshad Warsi Ka Bayan Social Media Par Viral

Bollywood ke maroof Adakaar Arshad Warsi Ne Pakistani Humour Par Tabsrah Karte Hue Ise Derogatory Aur Insulting Qarar Diya Hai. Un ke Is Bayan Ne Social Media Par Mixed Reactions Ko Janam Diya Hai. Jabke Aik Board Par Likha Dikhaya Gaya Ke Wo Pakistani Khane Ke Behad Shoqeen Hain.

“Hum Ghar Par Nahi Sirf Interviews Mein Larte Hain”: Shohar Se Jhagron Ke Hawale Se Dr. Nabiha Ali Khan Ke Naye Bayan Par Social Media Par Awam Ka Sakht Mazaq Aur Tanqeed

Maroof Psychologist Dr. Nabiha Ali Khan Ne Shadi Ke Baad Shohar Se Jhagron Ki Tarded Karte Hue Dawa Kiya Hai Ke Wo Ghar Par Khamosh Rehti Hain Aur Sirf Interviews Me Hi Dil Ki Baat Kehti Hain. Is Bayan Par Social Media Users Unhein Jhoota Kehte Hue Sakht Troll Kar Rahay Hain.

“Lahore Mein Shandaar Mehman Nawaazi Aur Istabaal Mila”: Film ‘Awarapan’ Ki Release Aur Pakistani Fans Ki Deewaangi Par Bollywood Star Emraan Hashmi Ka Bayan

Maroof Bollywood Adakaar Emraan Hashmi Ne Aik Indian Podcast Me Pakistan Aur Wahan Ki Mehman Nawazi Ki Dil Khol Kar Tareef Ki Hai. Unhon Ne Awarapan Ki Release Par Lahore Ka Kissa Share Karte Hue Kaha Ke Wahan Mile Shandar Istaqbal Aur Deewangi Ne Unhein Hairan Kar Diya Tha.

“Me And My September”: Dananeer Mobeen Ki Instagram Story Ne Fans Ko Kashmakash Mein Daal Diya, Caption Ko Ahad Raza Mir Ki Birthday Se Jora Jaane Laga

Adakaara Dananeer Mobeen Ki Instagram Story Ke Caption “Me And My September” Ne Fans Ki Tawajah Hasil Kar Li Hai. Fans Is Caption Aur Gaane Ke Intikhab Ko Adakaar Ahad Raza Mir Ki Shadi Ya Saalghira (29 September) Se Jorh Kar Dekh Rahay Hain Ke Kya Ye Koi Ishara Hai.

“Shaadi Ki Pehli Raat Shohar Kamre Se Bahar”: ‘Tere Bin’ Aur ‘Shaidai’ Samet Kahin Maqbool Pakistani Dramon Mein Dulhanon Ki Janib Se Grooms Ko Nikaalne Ka Naya Trend Viral

Pakistani Drama Industry Me Aaj Kal Dulhan Ki Janib Se Shadi Ki Pehli Raat Shohar Ko Kamre Se Bahar Nikaalne Ka Aik Naya Trend Chal Para Hai. Shaidai, Bas Tera Saath Ho Aur Tere Bin Jese Maqbool Dramon Me Aise Scenes Dikhaye Gaye Hain, Jis Par Awam Dilchasp Tabsaray Kar Rahi Hai,

‘Nauman Bhai Ne Mujhe Bohat Zor Ka Thaper Mara Tha’: Rone Ke Scene Me Mushkil Paish Aane Par Adakaar Raeed Muhammad Alam Ka Hairan Kun Khulasa

Maroof Adakaar Raeed Muhammad Alam Ne Aik Podcast Me Khulasa Kiya Hai Ke Career Ke Shuru Me Rone Ka Scene Karte Hue Senior Adakaar Nauman Ijaz Ne Unhein Thaper Mara Tha. Unhon Ne Bataya Ke Wo Glycerine Istimal Nahi Kar Sakte Thay, Jis Par Nauman Ijaz Ne Behtareen Acting Karwane Ke Liye Aisa Kiya.

← Previous
Next →

Copyright © 2025 Abdulnews. All Rights Reserved.