Maroof singer Atif Aslam ne apni biwi ki tareef karte hue bataya ke wo unhe hamesha sach aur imandari se agah karti hain. Unka kehna tha ke unki ahliya ghair-munasib baaton par bila jhijhak raaye deti hain, jis se unhe zindagi me tawazun qaim rakhne me madad milti hai.